Алфавитный указатель

Аккорды к песне ​Badshah — Soulmate

Шрифт
13
Тональность
0
Прокрутка
0
 
[Intro] 
A               F#m 
Din Ko Raat Kahegi Toh Main Raat Kahoon 
Hm                F#m 
Tera Dil Dukha De Jo Aisi Na Baat Karoon 
A              F#m 
Ek Shikan Bhi Maathe Pe Na Aaye Meri Jaan 
Hm           F#m 
Le Loonga Teri Saari Balaayein Meri Jaan 
 
[Chorus: Arijit Singh] 
A 
Teri Aayi, Main Marjavaan 
F#m 
Zindagi Naam Tere Kar Javaan 
Hm     E 
Sohneya, O Sohneya 
A 
Teri Aayi, Main Marjavaan, 
F#m 
Zindagi Naam Tere Kar Javaan 
Hm     E 
Sohneya, O Sohneya 
 
[Instrumental] 
A F#m Hm E X2 
 
[Verse 1: Badshah] 
A 
Kya Vo Mohabbat, Jiska Hisaab Lag Jaaye 
F#m 
Bole Woh Toh Lage Ke RabaAb Baj Jayein 
Hm 
Lad Marenge Log, Aag Lag Jaaye 
F#m 
Chehre Se Tere Jo Naqaab Hatt Jaaye 
A 
Ho Sawaal Koi Bhi, Tu Jawaab Lage 
F#m 
Bachpan Ki Kahani, Tu Koi Khwaab Lage 
Hm 
Tera Dil Jo Dukhaaye, Usse Paap Lage 
Hm 
Pyari Itni Tu Mujhe Punjab Lage 
 
A                  F#m 
Vo Faraaz Ki Kitaab Padhti Hai, Vo Titliyaan Saath Rakhti Hai 
Hm                E 
Meri Duniya Aabaad Lagti Hai, Jab Kandhe Par Mere Vo Haath Rakti Hai 
A                 F#m 
Is Pyaar Ko Khone Nahin Doonga, Tujhe Khud Se Juda Main Kabhi Hone Nahin Doonga 
Hm                    E 
Khushi Ke Aansu Aur Baat Hai Lekin, Tujhko Main Waise Kabhi Rone Nahin Doonga 
 
[Instrumental] 
A F#m Hm E 
 
[Verse 2: Arijit Singh] 
A              F#m 
Tujhse Pehle Na Kuch Tha, Na Baad Tere 
Hm                  F#m 
Chahiye Kakh Bhi Nahin, Jo Tu Hai Saath Mere 
D             F#m 
Mere Haathon Mein Lakeerein Naam Ki Teri 
Hm             E 
Bin Tere Zindagi Ye Kis Kaam Ki Meri? 
 
[Chorus: Arijit Singh] 
A 
Teri Aayi, Main Marjavaan 
F#m 
Zindagi Naam Tere Kar Javaan 
Hm     E 
Sohneya, O Sohneya 
A 
Teri Aayi, Main Marjavaan, 
F#m 
Zindagi Naam Tere Kar Javaan 
Hm     E 
Sohneya, O Sohneya 
 
A 
Teri Aayi, Main Marjavaan 
F#m 
Zindagi Naam Tere Kar Javaan 
Hm     E 
Sohneya, O Sohneya 
A 
Teri Aayi, Main Marjavaan, 
F#m 
Zindagi Naam Tere Kar Javaan 
Hm     E 
Sohneya, O Sohneya 
 
[Instrumental] 
A F#m Hm E 
 
[Outro: Badshah] 
A 
Ho Sawaal Koi Bhi, Tu Jawaab Lage 
F#m 
Bachpan Ki Kahani, Tu Koi Khwaab Lage 
Hm 
Tera Dil Jo Dukhaaye, Usse Paap Lage 
Hm 
Pyari Itni Tu Mujhe Punjab Lage 

Аппликатуры аккордов
F#m
2
D
Hm
2
A
E
Как поет Badshah

© 2017 – 2025 lalatracker.com

Если есть что сказать, пиши сюда lalatracker.help@gmail.com