Аккорды к песне Tere Ishk Mein — Aawaara Angaara
Шрифт
13
Тональность
0
Прокрутка
0
Original Key: A Minor
Time Signature: 4/4
Tempo: 76
Suggested Strumming: DU,DU,DU,DU
[INTRO]
Am
.
[VERSE ONE]
Am D
Teri kaayanaat, mere khaali haath aur taar taar sapne
D Dm Am
Gaye zakhm jaag, mere seene aag, lagi saans saans tapne
Am D
Teri kaayanaat, mere khaali haath aur taar taar sapne
Dm Am
Dardon se choor, gham ka ghuroor, kahun kya main haal apne
[CHORUS]
A D Dm Am
Aawaara, aawaara, aawaara angaara
A D Dm Am
Raato me dooba ambar ka banjaara
E Am A7 Dm E
Jaane toota kyun, main sheesha, na taara
[POST CHORUS]
Am D
Teri kaayanaat, mere khaali haath aur taar taar sapne
D Dm Am
Gaye zakhm jaag, mere seene aag, lagi saans saans tapne
[INSTRUMENTAL]
Am Dm Am
.
[VERSE TWO]
Am Dm
Koi udhaari hai, seene pe bhaari hai
Am Dm
Patthar hai ya dil hai?
Am
Main hi akela hoon, main hi to mela hoon
Am
Ye kaisi mehfil hai?
Am
Roothe savere hain, aadhe ye mere hain
Dm
Aadhe hain ye tere
Am
Tu hai nigaahon me, laava hai aahon me
Par sard shaam ghere
[CHORUS]
A Dm Am
Aawaara, aawaara, aawaara angaara
A Dm Am
Aansu hain mere ya pighla hai paara?
E Am A7 Dm E
Jaane toota kyun, main sheesha, na taara
[INSTRUMENTAL]
Am
.
[VERSE THREE]
Am
Mere imtihaan tu jo le raha hai
D
Ab na riyaayaten kar
D
Maine ishq sikha, maine pyaar sikha
F Am
Tu chaahe nafraten kar
Am
Maine dil diya hai, maine dukh liya hai
D
Tu sauda hi maan le par
D
Mere imtihaan tu jo le raha hai
Dm Am
Ab na riyaayaten kar
[CHORUS]
A Dm
Aawaara, aawaara, aawaara angaara (angaara)
A Dm Am
Raato me dooba ambar ka banjaara (banjaara)
E Am A7 Dm E
Jaane toota kyun, main sheesha, na taara
[OUTRO]
Am
Mere imtihaan tu jo le raha hai
D
Ab na riyaayaten kar
D
Maine ishq sikha, maine pyaar sikha
Dm A
Tu chaahe nafraten kar
Аппликатуры аккордов
Am
D
Dm
F
1
A
Ab
4
E
A7
Как поет Tere Ishk Mein